Facebook Like Button HTML Code add To Blogger
Facebook Like Button HTML Code add To BloggerHii friends aaj main aap logon Ko batane wala hun ki aap log apni blogger website mein yah Jo Facebook ka like wala button hota hai use  kaise laga sakte hain. isase yah hota ki aap ke blogger website mein jitne bhi visitor aate Hain agar Agar like button per click kar dete Hain To aapke Facebook par Jo aapka Facebook page hai us per like bahut jaldi badh jaate Hain agar aap chahte Apne Facebook par like badhana Apne page main followers badhana to aap es Facebook page like button ko jarur lagaen Apne blogger website mein. To main aapko ek HTML coding dene wala hun jise aap to yahan se link main aapko niche de dunga jo ki HTML Code hai. use aap copy kar lijiyega aur apni blogger website me jakar jis jagah per aap lagana chahte Hain Apne blogger website main vahan per usko pest kar dijiyega aap wordpress per bhi Laga sakte hain.


Isko Apne blogger website mein pest karne ke bad aapko Apne Facebook page ka URL lagana padega Jahan per Mera Facebook page ka link Laga Hoga us jagah par aapko Apne Facebook page ka link lagana hai aur FIR uske bad seve kar dena hai aur is baton ko lagane se kya hota hai ki man lijiye kisi ko aapse contact karna hai to aap ko Facebook page ke madhyam se message kar sakta hai aur aapke touch mein rah sakta hai isliye yah bahut hi achcha hai aur aapko blogger website bhi bahut hi acchi look milta hai hi dekhne me ekdam professional lagta hai isliye jis tarah Maine link lagaya hua hai aap dekh sakte hain hamare website ke home page per is tarah se aap log bhi Laga sakte hain. lagana chahte Hain to link aapko niche mil jaega copy this Code likha hoga uske niche se aapko isko dekho pura copy kar lena highlight ho raha hoga.

Facebook page like HTML code kaise lagaye
Friends is code ko kis tarah se Laga sakte hain yah to aapko pata hi hoga fir bhi mai thoda  aap ko bata deta hu.
Aapko Apne blogger ke Dashboard per a jana hai vahan per jis jagah per aap lagana chahte Hain vahan per aapko add a gadget ka option dikh Raha hoga aapko us par click kar dena hai. Fir aapke samne ek list dikhai degi us list me aapko ek javascript option dikhai dega aapko us par click kar dena hai. FIR aapke samne ek box open hoga us box par aapko HTML code past kar dena hai jo aapne es website se copy kiya tha. aur iske bad aapko Apne Facebook page ka link lagakar seve kar dena hai aur FIR aap apne blog/website ko view blog kar ke dekhna hai. Jaise hi aap view Blog karke apni website ko dekhenge to aapko dikhai dega ki aapne jo Facebook page ka link lagaya hai wo lag chuka hoga. so friends aapko yah HTML code niche mil jaega aap isase copy kar lijiyega aur apni blogger website wordpress per Jahan bhi aap lagana chahie Laga sakte hain to friends aaj ke article mein Bus itna hi milte Hain next article mein tab tak ke liye bye (Jay Hind)

Copy This HTML Code

<center><div class="fb-page" data-href="https://www.facebook.com/techonly99/" data-width="360" data-small-header="false" data-adapt-container-width="true" data-hide-cover="false" data-show-facepile="true"></div></center>